CSIR NAL Technician Recruitment 2025 ke liye saari important jankari yahan milegi. Agar aap CSIR National Aerospace Laboratories Bengaluru ke Technician post ke liye apply karna chahte hain to is post me aapko total posts, eligibility, application fees, important dates, selection process, salary aur apply karne ka pura process milega.
Q1: CSIR NAL Technician Recruitment 2025 ke liye kaise apply karein? A1: Aapko official website par online application form fill karna hoga, jiska link notification ke sath available hota hai.
Q2: Application fees kitni hai? A2: General, OBC aur EWS candidates ke liye ₹500/- fees hai. SC, ST, PH, ESM aur female candidates ke liye fees free hai.
Q3: Age limit kya hai? A3: Age limit 18 se 28 saal tak hai, aur sarkari niyam ke hisab se relaxation bhi milega.
Q4: Selection process kya hai? A4: Shortlisting, trade test/skill test, written exam (agar lage), document verification aur medical exam hota hai.
Q5: Qualification kya honi chahiye? A5: 10th pass hona chahiye minimum 55% marks ke saath aur ITI relevant trade me hona zaruri hai.
Aman Jangra is the founder and chief editor of Sarkari Nest. He specializes in Sarkari job alerts, exam results, admit card updates, and government schemes. With 1.5+ years of experience in digital publishing, He is committed to providing fast, accurate, and reliable information to job aspirants across India.