Haryana Ayushman Card 2025 Apply Online – Check Eligibility & Benefits

Agar aap Haryana ke nivasi hain aur apni family ki verified income ₹1.80 lakh se kam hai, to aapko ₹5 lakh tak ke free treatment ka fayda mil sakta hai Haryana Ayushman Bharat Card ke zariye. Iss post me aapko milegi saari jankari – eligibility, benefits, documents, apply process aur official website link tak. Ye scheme har us vyakti ke liye hai jiske paas valid Family ID aur Aadhaar details verified hain.

विभाग का नामस्वास्थ्य और परिवार कल्याण मंत्रालय
योजना का नामहरियाणा आयुष्मान कार्ड
पात्र राज्यसभी राज्य
पात्रतासालाना आय ₹1.80 लाख से कम
आवेदन प्रक्रियाऑनलाइन
श्रेणीहरियाणा सरकारी योजना
आधिकारिक वेबसाइटbeneficiary.nha.gov.in

Haryana Ayushman Card Scheme Details

Ayushman Card ek digital health insurance scheme hai jisme har eligible parivar ko ₹5 लाख तक का मुफ्त इलाज private aur government hospitals me milta hai. Agar aapki Family ID me annual income ₹1.80 लाख se kam verify hai, to aap is card ke liye apply kar sakte hain ya apna naam list me check kar sakte hain.

Important Dates

EventDate
Start DateNA
Last DateNA

Currently, is scheme ke liye koi last date specified nahi hai. Scheme hamesha active hai jab tak eligibility puri ho.

Application Fees

वर्गशुल्क
सभी के लिए₹0 (फ्री)

Eligibility Criteria

पात्रता की शर्तें
आवेदक हरियाणा का निवासी hona chahiye
परिवार की सालाना आय Family ID में ₹1.80 लाख ya usse kam verify honi chahiye
Valid Family ID aur Aadhaar card hona chahiye

Scheme Benefits

लाभ
हर साल ₹5 लाख तक का मुफ्त इलाज private aur government hospitals me
किसी भी आयु वर्ग ke eligible parivaar ke liye
KYC complete karne ke baad turant active ho jata hai card
All India level par bhi treatment possible

Required Documents

दस्तावेज़
आधार कार्ड (Aadhaar Card)
फैमिली आईडी (Family ID)
मोबाइल नंबर जो आधार से लिंक हो
लाइव फोटो (Application ke time par)

Important Links

Apply Link ( Income Less Then 1.80 L)Click Here
Card Download LinkClick Here
Official WebsiteClick Here

FAQs

Q1: Haryana Ayushman Card ke liye kaise apply karein?
A1: Aap beneficiary.nha.gov.in par jaakar online apna name check kar sakte hain ya CSC centre par apply kar sakte hain.

Q2: Kya is card ke liye koi fees lagti hai?
A2: Nahi, Haryana Ayushman Bharat Card bilkul free hai. ₹0 fees lagti hai.

Q3: Kya bina Family ID ke card banega?
A3: Nahi, Family ID hona compulsory hai. Issi se aapki income verify hoti hai.

Q4: Kitna free treatment milta hai?
A4: ₹5 लाख tak ka treatment har saal kisi bhi listed hospital me free milta hai.

Q5: Card kab active hota hai?
A5: Apply karne ke turant baad jab KYC complete ho jaye, card activate ho jata hai.