Pradhan Mantri Gramin Awas Yojana 2025 Registration

PM Gramin Awas Yojana 2025 ka maksat hai har gareeb parivaar ko apna pacca ghar dena. Yojana ke tahat 2024-2029 tak 2 crore logon ko awas ka suvidha milegi. PMAY-G 2025 me registration already shuru ho chuka hai aur last date 30 April 2025 rakhi gayi hai. Sarkar ne AwaasPlus 2024 mobile app ke madhyam se ghar baithe online apply karne ka suvidha bhi diya hai.

Form ModeScheme TypeTarget BeneficiariesScheme Duration
Online RegistrationGramin Housing SchemeRural Poor Families2024–2029

Ministry of Housing and Urban Affairs – PMAY-G Yojana 2025

Scheme NameNotification Details
PM Gramin Awas Yojana (PMAY-G)गरीब परिवारों के लिए पक्के मकान हेतु सरकारी योजना

Important Dates

EventDate
Starting DateAlready Started
Last Date to Apply30/04/2025 (Extended)

Application Fees

CategoryFees
For All₹0/- (Free)

Scheme Benefits

BenefitDescription
पक्का घरकच्चे मकान में रहने वालों को पक्का घर
वित्तीय सहायता₹1,20,000 तक की आर्थिक सहायता
शौचालय सुविधास्वच्छता हेतु घर में शौचालय निर्माण
बिजली और पानीघर में बिजली और पानी की व्यवस्था
पारदर्शी चयनसही लाभार्थी को योजना का लाभ

Eligibility Details

CriteriaRequirement
आवेदक की संपत्तिखुद का पक्का घर नहीं होना चाहिए
वार्षिक आय6 लाख रुपये से अधिक नहीं होनी चाहिए
परिवार की स्थितिआर्थिक रूप से कमजोर / BPL
उम्र सीमान्यूनतम 18 वर्ष
अन्य योजना से लाभकिसी और योजना से मकान का पैसा न लिया हो

Required Documents

Document Name
पासपोर्ट साइज फोटो
आधार कार्ड
राशन कार्ड
बैंक पासबुक की कॉपी
जाति प्रमाण पत्र
निवास प्रमाण पत्र
आय प्रमाण पत्र
नरेगा जॉब कार्ड
आधार से लिंक मोबाइल नंबर

How To Apply

StepsDescription
AwaasPlus App InstallGoogle Play Store से AwaasPlus 2024 App डाउनलोड करें
आधार दर्ज करेंApp खोलकर आधार नंबर भरें और Face Authentication करें
आवेदन पत्र भरेंनाम, पता, परिवार की जानकारी सही-सही भरें
दस्तावेज अपलोड करेंसभी जरूरी डॉक्यूमेंट स्कैन करके अपलोड करें
फॉर्म सबमिट करेंसबकुछ भरने के बाद Submit बटन पर क्लिक करें

Important Related Links

Content TypeIssued OnContent Link
Fill Online Form19/01/2025Click Here
Full Notification19/01/2025Click Here
Official Website19/01/2025Click Here

FAQs

Q1. PM Gramin Awas Yojana 2025 kya hai?
A1. Ye ek sarkari yojana hai jisme rural poor families ko ₹1,20,000 tak ka ghar banwane ka grant milta hai.

Q2. PMAY-G 2025 ke liye kaise apply karein?
A2. Aap AwaasPlus 2024 App ke through online registration kar sakte hain.

Q3. Is yojana me kon eligible hai?
A3. Jo parivaar BPL category me hain aur jinke paas apna pakka ghar nahi hai, ve eligible hain.

Q4. Application fees kitni hai?
A4. Is yojana me apply karna bilkul free hai, kisi bhi candidate se koi fees nahi li jaati.

Q5. PMAY-G ka benefit kitna milta hai?
A5. Har eligible parivaar ko ₹1,20,000 tak ki financial help milti hai.

Q6. Documents kon se chahiye apply ke liye?
A6. Aadhaar card, ration card, bank passbook, income certificate, caste certificate aur NREGA job card required hain.

Q7. Kya ye scheme me toilet bhi banaya jata hai?
A7. Haan, is yojana ke tahat ghar me shauchalay ki suvidha bhi milti hai.

Q8. PMAY-G me electricity aur water facility bhi hoti hai?
A8. Haan, ghar me bijli aur paani ki basic suvidha bhi di jaati hai.

Q9. Face Authentication kya hota hai?
A9. Ye ek process hai jisme app applicant ke face ko Aadhaar data se match karta hai identity verify karne ke liye.

Q10. PMAY-G registration last date kya hai?
A10. Yojana ki last date 30 April 2025 hai, jise extend kiya gaya hai.