Sarkari Logo
SARKARI NEST
A Hub for Sarkari Jobs & Results
WWW.SARKARINEST.COM
Advertisement
Pradhan Mantri Ujjwla Yojana 2.0 Online Form 

Pradhan Mantri Ujjwala Yojana 2025

Pradhan Mantri Ujjwala Yojana 2025 ke tahat gareebi rekha ke neeche jeene wali mahilaon ko muft LPG gas connection diya ja raha hai. Agar aapke ghar me abhi tak gas connection nahi hai, aur aap SC, ST, OBC ya BPL parivar se belong karti hain, to aap is scheme ke liye apply kar sakti hain. Sarkar aapko free gas chulha aur ek bhara hua gas cylinder degi. Yojana ka maksad mahilaon ko swasth aur dignified jeevan dena hai.

Yojana NameMinistryScheme TypeMode
Pradhan Mantri Ujjwala Yojana 2025Ministry of Petroleum and Natural GasFree LPG Gas ConnectionOffline/Online

Ministry of Petroleum and Natural Gas Pradhan Mantri Ujjwala Yojana

Yojana Launch YearShort Details of Notification
2016 (Update: 2025)PM Ujjwala Yojana 2025 ke tahat free gas chulha aur cylinder milega eligible mahilaon ko.

Important Documents

Document NameRequired
Pehchan Patra (ID Proof)Yes
Ration CardYes
Parivar ke sabhi sadasyon ka Aadhaar CardYes
Passport Size PhotoYes
Nivaas Praman PatraYes
Jati Praman Patra (SC/ST/OBC ke liye)Yes
Bank Account CopyYes

Eligibility Criteria

ConditionRequirement
GenderSirf mahilaayein apply kar sakti hain
AgeMinimum 18 saal
LPG ConnectionGhar me pehle se koi gas connection nahi hona chahiye
CategorySC, ST, OBC ya BPL Parivar se sambandhit hona chahiye

Yojana Benefits

BenefitDetails
Free LPG ChulhaEk chulha free diya jayega
Bhara Hua CylinderPehla LPG cylinder muft milega
Mahila SashaktikaranMahilayein swasth aur surakshit jeevan jee paayengi
Pollution Free CookingLakdi ke dhuen se chutkaara milega

Yojana Objective

UddeshyaVarnan
Swachh IndhanGhar ghar me LPG ka upyog badhawa dena
Health ProtectionDhuen se hone wale rog se suraksha dena
Mahila SashaktikaranMahilaon ko aarthik aur samajik roop se sashakt banana
Environment FriendlyJalavayu aur paryavaran ko surakshit rakhna

Important Links

Content TypeContent Link
Fill Online FormClick Here
Full NotificationClick Here
Official WebsiteClick Here

FAQs

Q1. Pradhan Mantri Ujjwala Yojana 2025 ke liye kaun apply kar sakta hai?
A1. Is yojana ke liye sirf wo mahilaayein eligible hain jo SC, ST, OBC ya BPL parivar se belong karti hain aur jinke ghar me LPG connection nahi hai.

Q2. PMUY ke liye minimum age kya hai?
A2. Aapki age kam se kam 18 saal honi chahiye.

Q3. Is yojana me kya kya milega?
A3. Ek LPG chulha aur ek bhara hua cylinder muft diya jayega.

Q4. Kya online apply kar sakte hain?
A4. Haan, aap PMUY ki official website ya nearest gas agency se offline bhi apply kar sakte hain.

Q5. Bank account hona zaruri hai kya?
A5. Haan, aapke naam se active bank account hona chahiye jisme subsidy transfer ho sake.

Q6. Aadhaar card sabhi parivar walon ka dena hoga kya?
A6. Haan, parivar ke sabhi sadasyon ka Aadhaar number jaruri hai.

Q7. Kya male member bhi apply kar sakte hain?
A7. Nahin, sirf eligible mahilaayein hi apply kar sakti hain.

Q8. PMUY me subsidy kaise milti hai?
A8. Subsidy seedha mahila ke bank account me transfer ki jaati hai.

Q9. PMUY ka main uddeshya kya hai?
A9. Swachh cooking fuel ka upyog badhawa dena aur mahilao ko bimariyon se bachana.

Q10. Yojana me gas agency kaise choose karein?
A10. Aap apne area ki kisi bhi registered gas agency se connection le sakti hain jo PMUY me enrolled hai.

Join Us On Social Media