SSC CPO Sub Inspector Recruitment 2025 ke liye Staff Selection Commission ne upcoming notification announce kar diya hai. Is recruitment ke zariye CAPF aur Delhi Police me Sub-Inspector ki vacancies fill ki jayengi. Agar aap graduation pass hain aur all India level par defence-type job chahte hain, to SSC CPO 2025 aapke liye ek perfect opportunity ho sakti hai. Is post me aapko SSC CPO SI 2025 ke important dates, age limit, qualification, selection process, syllabus aur exam pattern ka full detail milega.
Q1: SSC CPO SI 2025 ke liye kab notification aayega? A1: Notification 16 June 2025 ko aana tha, lekin ab postponed hai. Jaldi hi new dates declare hongi.
Q2: SSC CPO SI 2025 ke liye eligibility kya hai? A2: Graduation kisi bhi stream se hona chahiye. Delhi Police ke liye male candidates ke paas valid driving license bhi hona chahiye.
Q3: Exam ka syllabus kya hai? A3: Tier-I me Reasoning, GK, Math aur English aayega. Tier-II me sirf English comprehension hoga.
Q4: Age limit kya hai? A4: 20 se 25 saal tak ke candidates eligible hain as on 1 August 2025.
Q5: SSC CPO me physical test kis tarah ka hota hai? A5: Physical test me race, long jump, high jump aur shot put hota hai. Male aur female ke standards alag-alag hain.
Aman Jangra is the founder and chief editor of Sarkari Nest. He specializes in Sarkari job alerts, exam results, admit card updates, and government schemes. With 1.5+ years of experience in digital publishing, He is committed to providing fast, accurate, and reliable information to job aspirants across India.